is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

shamooel ki pehali kitab

adhyay

saaraansh

  • 1

    • elkana aur uski patniyaan (1-8)

    • ek bete ke liye hanna ki prarthna (9-18)

    • shamooel ka janm; yahova ko diya gaya (19-28)

  • 2

    • hanna ki prarthna (1-11)

    • eli ke do beton ke paap (12-26)

    • yahova ne eli ke gharane ka nyay kiya (27-36)

  • 3

    • shamooel bhavishyavakta thehraya gaya (1-21)

  • 4

    • palishtiyon ne sandook zabt kiya (1-11)

    • eli aur uske beton ki maut (12-22)

  • 5

    • sandook palishtiyon ke ilake mein (1-12)

      • daagon neecha dikhaya gaya (1-5)

      • palishtiyon par kehar (6-12)

  • 6

    • palishtiyon ne sandook lautaya (1-21)

  • 7

    • sandook kiryat-yaareem mein (1)

    • shamooel ne badhava diya, ‘sirf yahova ki seva karo’ (2-6)

    • mispa mein israel ki jeet (7-14)

    • shamooel, israel ka nyayi (15-17)

  • 8

    • israel ne raja ki maang ki (1-9)

    • shamooel ne logon ko chetavni di (10-18)

    • yahova ne logon ki guzarish poori ki (19-22)

  • 9

    • shamooel, shaaool se mila (1-27)

  • 10

    • shaaool ko raja thehraya gaya (1-16)

    • use logon ke saamne pesh kiya gaya (17-27)

  • 11

    • shaaool ne ammoniyon ko haraya (1-11)

    • dobara ailan hua, shaaool raja hai (12-15)

  • 12

    • shamooel ka vidai bhaashaan (1-25)

      • “khokhli baaton ke peechhe mat bhaago” (21)

      • yahova apne logon ko nahin chhodega (22)

  • 13

    • shaaool ne ek sena chuni (1-4)

    • shaaool ki gustakhi (5-9)

    • shamooel ne use fatkaara (10-14)

    • israel bina hathiyar ke (15-23)

  • 14

    • mikmash mein yonatan ki jeet (1-14)

    • israel ke dushmanon ki haar (15-23)

    • shaaool ne utavli mein shapath khaayi (24-26)

      • logon ne gosht ke saath khoon khaaya (32-34)

    • shaaool ke yuddh; uska parivar (47-52)

  • 15

    • shaaool ne agag ko chhod diya (1-9)

    • shamooel ne use fatkaara (10-23)

      • “aagya maanna balidan chadhane se kahin badhkar hai” (22)

    • shaaool ko thukraya gaya (24-29)

    • shamooel ne agag ko maar daala (30-35)

  • 16

    • daavid ko agla raja thehraya gaya (1-13)

      • “yahova dil dekhta hai” (7)

    • shaaool par pavitra shakti ne kaam karna chhod diya (14-17)

    • daavid, shaaool ke liye surmandal bajata tha (18-23)

  • 17

    • daavid ne goliyat ko haraya (1-58)

      • goliyat ki chunauti (8-10)

      • daavid ne chunauti sweekar ki (32-37)

      • woh yahova ke naam se lada (45-47)

  • 18

    • daavid aur yonatan ki dosti (1-4)

    • daavid ki jeet se shaaool ko jalan (5-9)

    • daavid ko maarne ki koshish (10-19)

    • daavid ki shaadi meekal se (20-30)

  • 19

    • shaaool ko ab bhi daavid se nafrat (1-13)

    • daavid bhaag gaya (14-24)

  • 20

    • yonatan daavid ka vafadar (1-42)

  • 21

    • daavid ne nazrane ki roti khaayi (1-9)

    • gat mein paagal hone ka dhong (10-15)

  • 22

    • daavid adullam aur mispe mein (1-5)

    • nob ke yaajkon ka katla (6-19)

    • abiyatar bhaag nikala (20-23)

  • 23

    • daavid ne keela shehar bachaya (1-12)

    • shaaool ne daavid ka peechha kiya (13-15)

    • yonatan ne daavid ki himmat bandhayi (16-18)

    • daavid baal-baal bacha (19-29)

  • 24

    • daavid ne shaaool ko bakhsha (1-22)

      • usne yahova ke abhishikt jan ka aadar kiya (6)

  • 25

    • shamooel ki maut (1)

    • naabal ne daavid ke aadmiyon ko thukraya (2-13)

    • abeegail ne buddhimani se kaam liya (14-35)

      • ‘thaili mein rakhi keemti cheezon ki tarah yahova jaan ki hifazat karega’ (29)

    • moorkh naabal ki maut (36-38)

    • abeegail daavid ki patni bani (39-44)

  • 26

    • daavid ne fir se shaaool ko bakhsha (1-25)

      • usne yahova ke abhishikt jan ka aadar kiya (11)

  • 27

    • daavid ko siklag diya gaya (1-12)

  • 28

    • shaaool, endor mein mare huon se sampark karnevali aurat ke paas gaya (1-25)

  • 29

    • palishtiyon ne daavid par bharosa nahin kiya (1-11)

  • 30

    • amalekiyon ne siklag loota (1-6)

      • daavid ko parmeshvar se himmat mili (6)

    • usne amalekiyon ko haraya (7-31)

      • bandiyon ko chhudaya (18, 19)

      • loot ke baare mein daavid ka niyam (23, 24)

  • 31

    • shaaool aur uske 3 beton ki maut (1-13)