is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

shamooel ki doosri kitab

adhyay

saaraansh

  • 1

    • shaaool ki maut ki khabar (1-16)

    • daavid ka shokgeet (17-27)

  • 2

    • daavid, yahooda ka raja (1-7)

    • ishboshet, israel ka raja (8-11)

    • donon gharanon ke beech yuddh (12-32)

  • 3

    • daavid ka gharana taakatvar (1)

    • daavid ke bete (2-5)

    • abner, daavid ki taraf (6-21)

    • yoab ne abner ko maar daala (22-30)

    • daavid ne uske liye maatam manaya (31-39)

  • 4

    • ishboshet ka katla (1-8)

    • daavid ne kaatilon ko marvaya (9-12)

  • 5

    • daavid, poore israel ka raja (1-5)

    • yarooshalem par kabza (6-16)

      • siyyon, daavidpur (7)

    • daavid ne palishtiyon ko haraya (17-25)

  • 6

    • sandook yarooshalem laaya gaya (1-23)

      • ujjah ne sandook pakda; uski maut (6-8)

      • meekal ne daavid ko tuchh samjha (16, 20-23)

  • 7

    • daavid mandir nahin banayega (1-7)

    • daavid se raaj ka karar (8-17)

    • uski dhanyavad ki prarthna (18-29)

  • 8

    • daavid ki jeet (1-14)

    • uska prashasan (15-18)

  • 9

    • mapeeboshet ke liye atal pyar (1-13)

  • 10

    • ammon aur seeriya par jeet (1-19)

  • 11

    • daavid ne vyabhichar kiya (1-13)

    • uriyah ko marva daala (14-25)

    • batsheba ko patni banaya (26, 27)

  • 12

    • naatan ne daavid ko fatkaara (1-15k)

    • batsheba ke bete ki maut (15kh-23)

    • batsheba ne sulaiman ko janm diya (24, 25)

    • rabbah shehar par kabza (26-31)

  • 13

    • amnon ne taamar ka balatkar kiya (1-22)

    • abshalom ne use maar daala (23-33)

    • abshalom gashoor bhaaga (34-39)

  • 14

    • yoab aur takoa ki aurat (1-17)

    • daavid ne yoab ki tarkeeb bhaanpi (18-20)

    • abshalom ko lautne ki ijazat (21-33)

  • 15

    • abshalom ki saazish aur bagavat (1-12)

    • daavid yarooshalem se bhaaga (13-30)

    • aheetopel, abshalom se mil gaya (31)

    • aheetopel ko naakam karne ke liye hooshai ko bheja gaya (32-37)

  • 16

    • seeba ne mapeeboshet ko badnam kiya (1-4)

    • shimi ne daavid ko shaap diya (5-14)

    • abshalom ne hooshai ko sweekar kiya (15-19)

    • aheetopel ki salah (20-23)

  • 17

    • aheetopel ki salah naakam (1-14)

    • daavid abshalom se bhaaga (15-29)

      • barjillai aur doosron ne madad ki (27-29)

  • 18

    • abshalom ki haar aur maut (1-18)

    • daavid ko iski khabar mili (19-33)

  • 19

    • daavid ne maatam manaya (1-4)

    • yoab ne daavid ko fatkaara (5-8k)

    • daavid yarooshalem lauta (8kh-15)

    • shimi ne maafi maangi (16-23)

    • mapeeboshet begunah saabit hua (24-30)

    • barjillai ko samman diya gaya (31-40)

    • gotron ke beech behas (41-43)

  • 20

    • sheeba ki bagavat; amasa ka katla (1-13)

    • sheeba ka sir kaat daala gaya (14-22)

    • daavid ka prashasan (23-26)

  • 21

    • giboniyon ka badla (1-14)

    • palishtiyon se yuddh (15-22)

  • 22

    • daavid ne parmeshvar ki taareef ki (1-51)

      • ‘yahova mere liye badi chattan hai’ (2)

      • yahova, vafadar logon ka vafadar (26)

  • 23

    • daavid ke aakhiri shabd (1-7)

    • daavid ke veer yoddhaon ke kaarname (8-39)

  • 24

    • daavid ne ginti lekar paap kiya (1-14)

    • mahamari se 70,000 log mare (15-17)

    • daavid ne vedi banayi (18-25)

      • keemat chukaye bina balidan nahin (24)