is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

romiyon ke naam chitthi

adhyay

1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16

saaraansh

  • 1

    • namaskar (1-7)

    • paulus ne rom jaana chaha (8-15)

    • nek jan apne vishvas se zinda rahega (16, 17)

    • bhaktiheenon ke paas koi bahana nahin (18-32)

      • parmeshvar ke gun srishti mein dikhte hain (20)

  • 2

    • woh yahoodiyon aur gair-yahoodiyon ka nyay karta hai (1-16)

      • zameer kaise kaam karta hai (14, 15)

    • yahoodi aur moosa ka kaanoon (17-24)

    • dil ka khatna (25-29)

  • 3

    • “parmeshvar har haal mein sachcha saabit hota hai” (1-8)

    • yahoodi, gair-yahoodi sab paap ke adheen (9-20)

    • vishvas ke zariye nek thaharte hain (21-31)

      • parmeshvar ke shaandar gun dikhane mein sab naakam (23)

  • 4

    • abraham vishvas ki vajah se nek thehra (1-12)

      • woh vishvas karnevalon ka pita hai (11)

    • vishvas ki vajah se vaada kiya gaya (13-25)

  • 5

    • maseeh ke zariye parmeshvar ke saath sulah (1-11)

    • aadam se maut mili, maseeh se jeevan (12-21)

      • paap aur maut sab insanon mein fail gayi (12)

      • ek nek kaam (18)

  • 6

    • maseeh mein baptisma lekar nayi zindagi (1-11)

    • paap ko apne shareer mein raaj mat karne do (12-14)

    • paap ke gulam parmeshvar ke daas bane (15-23)

      • paap ki mazdoori maut; parmeshvar ka tohfa zindagi (23)

  • 7

    • kaanoon se chhootne ke baare mein misal (1-6)

    • kaanoon se paap zahir hua (7-12)

    • paap ke saath ladai (13-25)

  • 8

    • pavitra shakti ke zariye jeevan aur aazadi (1-11)

    • pavitra shakti ke zariye god liye jaate hain (12-17)

    • srishti parmeshvar ke bachche hone ki aazadi ke intazar mein (18-25)

    • ‘pavitra shakti hamare liye binti karti hai’ (26, 27)

    • parmeshvar ne pehale se tay kiya (28-30)

    • parmeshvar ke pyar ki madad se jeet (31-39)

  • 9

    • paidaishi israel ke liye paulus ka dukh (1-5)

    • abraham ke asli vanshaj (6-13)

    • parmeshvar ki pasand par saval nahin uthaya jaa sakta (14-26)

      • krodh aur daya ke bartan (22, 23)

    • mutthi-bhar log hi uddhaar paayenge (27-29)

    • israel ne thokar khaayi (30-33)

  • 10

    • parmeshvar ki nazar mein nek kaise thehrein (1-15)

      • sabke saamne ailan (10)

      • yahova ko pukarne se uddhaar milega (13)

      • pracharakon ke paanv sundar (15)

    • khushkhabri sweekar nahin ki (16-21)

  • 11

    • sabhi israeli nahin thukraye gaye (1-16)

    • jaitoon ke ped ki misal (17-32)

    • parmeshvar ki buddhi ki gehrai (33-36)

  • 12

    • shareer ka jeevit balidan chadhao (1, 2)

    • shareer ek, vardan anek (3-8)

    • maseehi jeevan ke baare mein salah (9-21)

  • 13

    • adhikariyon ke adheen rehna (1-7)

      • kar chukana (6, 7)

    • pyar karna kaanoon maanna hai (8-10)

    • aise chalo jaise din mein shobha deta hai (11-14)

  • 14

    • ek-doosre ko doshi mat thehrao (1-12)

    • doosron ko thokar mat khilao (13-18)

    • shaanti aur ekta kaayam karo (19-23)

  • 15

    • ek-doosre ko apnao jaise maseeh ne apnaya (1-13)

    • paulus, raashtron ka sevak (14-21)

    • paulus ke safar ki yojna (22-33)

  • 16

    • paulus feebe naam ki behen ke baare mein batata hai (1, 2)

    • rom ke maseehiyon ko namaskar (3-16)

    • fut daalnevalon ke baare mein chetavni (17-20)

    • paulus ke sahkarmiyon ka namaskar (21-24)

    • pavitra rehasya ab zahir hua (25-27)