is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

yirmayah ki kitab

adhyay

saaraansh

  • 1

    • yirmayah, bhavishyavakta thehraya gaya (1-10)

    • baadam ke ped ka darshan (11, 12)

    • ek hande ka darshan (13-16)

    • yirmayah ko mazboot kiya gaya (17-19)

  • 2

    • israel yahova ko chhod doosre devtaon ke peechhe (1-37)

      • israel, jangli bel jaisi (21)

      • uska ghaaghra khoon se daagdar (34)

  • 3

    • israel ki bagavat ki had (1-5)

    • woh aur yahooda, vyabhichari (6-11)

    • pashchatap karne ke liye kaha gaya (12-25)

  • 4

    • pashchatap karne se aasheeshein milti hain (1-4)

    • uttar se badi vipatti aayegi (5-18)

    • is vajah se yirmayah ko dard utha (19-31)

  • 5

    • logon ne yahova ki shiksha thukrayi (1-13)

    • naash magar poori tarah nahin (14-19)

    • yahova ne logon se hisab maanga (20-31)

  • 6

    • yarooshalem ki gherabandi kareeb (1-9)

    • yarooshalem par yahova ka krodh (10-21)

      • log kehte hain, “shaanti hai!” jabki koi shaanti nahin (14)

    • uttar se khoonkhar logon ka hamla (22-26)

    • yirmayah, dhaatu jaanchnevala (27-30)

  • 7

    • yahova ke mandir par bharosa karna dhokha hai (1-11)

    • mandir sheelo jaisa ban jaayega (12-15)

    • niyam ke mutabik upasna karne ki ninda ki gayi (16-34)

      • “swarg ki raani” ki pooja (18)

      • hinnom mein bachchon ki bali (31)

  • 8

    • log vahi raasta chunte hain jis par sab chalte hain (1-7)

    • yahova ke vachan ke bina buddhi kahaan? (8-17)

    • yahooda ka ghaav dekhkar yirmayah dukhi (18-22)

      • “kya gilad mein balsan nahin hai?” (22)

  • 9

    • yirmayah ka gehra dukh (1-3k)

    • yahova ne yahooda se hisab maanga (3kh-16)

    • yahooda ki haalaat par maatam (17-22)

    • garv karo ki tum yahova ko jaante ho (23-26)

  • 10

    • raashtron ke devtaon aur jeevit parmeshvar ke beech fark (1-16)

    • tezee se aanevala naash; bandhuai (17, 18)

    • yirmayah dukh manata hai (19-22)

    • bhavishyavakta ki prarthna (23-25)

      • insan apne kadmon ko raah nahin dikha sakta (23)

  • 11

    • yahooda ne parmeshvar se kiya karar toda (1-17)

      • jitne shehar utne devta (13)

    • yirmayah memne jaisa hai jiska halal honevala tha (18-20)

    • uske nagar ke aadmiyon ka virodh (21-23)

  • 12

    • yirmayah ki shikayat (1-4)

    • yahova ka javab (5-17)

  • 13

    • malmal ka kamarband kharab (1-11)

    • daakh-madira ke matke choor kiye jaayenge (12-14)

    • kabhi na sudhaarnevale yahooda ki bandhuai (15-27)

      • ‘kya ek kooshi apne chamde ka rang badal sakta hai?’ (23)

  • 14

    • sookha, akaal aur talvar (1-12)

    • jhoothe bhavishyavaktaon ko saza sunayi (13-18)

    • yirmayah ne logon ke paap kabool kiye (19-22)

  • 15

    • yahova apna faisla nahin badlega (1-9)

    • yirmayah ki shikayat (10)

    • yahova ka javab (11-14)

    • yirmayah ki prarthna (15-18)

      • parmeshvar ka sandesh khaane se khushi mili (16)

    • yirmayah ko yahova ne mazboot kiya (19-21)

  • 16

    • yirmayah na shaadi kare, na maatam manaye, na hi daavat mein jaaye (1-9)

    • saza, fir bahaali (10-21)

  • 17

    • yahooda ka paap gehrai tak samaya hua (1-4)

    • yahova se milnevali aasheeshein (5-8)

    • dhokhebaz dil (9-11)

    • yahova, israel ki aasha (12, 13)

    • yirmayah ki prarthna (14-18)

    • sabt ko pavitra maanna (19-27)

  • 18

    • kumhar ke haath mein mitti (1-12)

    • yahova ne israel ko peeth dikhayi (13-17)

    • yirmayah ke khilaf saazish; uski duhai (18-23)

  • 19

    • yirmayah ko surahi todne ke liye kaha (1-15)

      • baal ke liye bachchon ki bali (5)

  • 20

    • pashhoor ne yirmayah ko maara (1-6)

    • yirmayah ne prachar band nahin kiya (7-13)

      • parmeshvar ka sandesh, aag jaisa (9)

      • yahova veer yoddha jaisa hai jisse sab darte hain (11)

    • yirmayah ki shikayat (14-18)

  • 21

    • yahova ne sidkiyah ki guzarish thukrayi (1-7)

    • logon ko zindagi ya maut chunni thi (8-14)

  • 22

    • bure raajaon ke khilaf sandesh (1-30)

      • shalloom ke baare mein (10-12)

      • yahoyakeem ke baare mein (13-23)

      • konyah ke baare mein (24-30)

  • 23

    • achhe aur bure charvahe (1-4)

    • “nek ankur” ke raaj mein suraksha (5-8)

    • jhoothe bhavishyavaktaon ko saza sunayi (9-32)

    • yahova ka “bojh” (33-40)

  • 24

    • achhe aur kharab anjeer (1-10)

  • 25

    • yahova ka raashtron ke saath mukadma (1-38)

      • woh 70 saal baibilon ki gulami kareinge (11)

      • parmeshvar ke krodh ka pyala (15)

      • ek-ek karke raashtron par vipatti (32)

      • yahova ke haathon maare gaye log (33)

  • 26

    • yirmayah ko maut ki dhamki (1-15)

    • woh bakhsh diya gaya (16-19)

      • mika ki bhavishyavani ka havala (18)

    • bhavishyavakta ureeyah (20-24)

  • 27

    • baibilon ka jua (1-11)

    • sidkiyah ko baibilon ke adheen ho jaane ke liye kaha gaya (12-22)

  • 28

    • yirmayah ka saamna jhoothe bhavishyavakta hananyah se (1-17)

  • 29

    • bandiyon ko yirmayah ka khat (1-23)

      • israel ki vaapsi 70 saal baad (10)

    • shamayah ke liye sandesh (24-32)

  • 30

    • bahaali aur changai ke vaade (1-24)

  • 31

    • israel ke bache huye desh mein dobara baseinge (1-30)

      • raahel apne bachchon ke liye ro rahi hai (15)

    • ek naya karar (31-40)

  • 32

    • yirmayah ne khet khareeda (1-15)

    • yirmayah ki prarthna (16-25)

    • yahova ka javab (26-44)

  • 33

    • bahaali ka vaada (1-13)

    • “nek ankur” ke raaj mein suraksha (14-16)

    • daavid aur yaajkon ke saath karar (17-26)

      • din aur raat ke baare mein karar (20)

  • 34

    • sidkiyah ko nyay ka sandesh (1-7)

    • daason ko chhodne ka karar toda gaya (8-22)

  • 35

    • rekabee log aagya maanne mein ek achhi misal (1-19)

  • 36

    • yirmayah ne kharra shabd-ba-shabd likhvaya (1-7)

    • baarook ne kharra padhkar sunaya (8-19)

    • yahoyakeem ne kharra jala diya (20-26)

    • sandesh dobara likha gaya (27-32)

  • 37

    • kasdiyon ne kuch vakt ke liye gherabandi hatayi (1-10)

    • yirmayah kaid mein (11-16)

    • sidkiyah yirmayah se mila (17-21)

      • yirmayah ko roti di gayi (21)

  • 38

    • yirmayah ko kund mein feinka gaya (1-6)

    • ebed-melek ne use bachaya (7-13)

    • yirmayah ne sidkiyah se kaha ki woh khud ko baibilon ke havale kar de (14-28)

  • 39

    • yarooshalem ka girna (1-10)

      • sidkiyah bhaaga, fir pakda gaya (4-7)

    • yirmayah ki hifazat (11-14)

    • ebed-melek bakhsha jaayega (15-18)

  • 40

    • naboojardan ne yirmayah ko aazad kiya (1-6)

    • gadalyah, desh ka adhikari (7-12)

    • uske khilaf saazish (13-16)

  • 41

    • ishmael ne gadalyah ko maar daala (1-10)

    • yohanan ki vajah se ishmael bhaaga (11-18)

  • 42

    • log yirmayah se guzarish karte hain ki woh maargdarshan ke liye prarthna kare (1-6)

    • yahova kehta hai, “misra mat jaao” (7-22)

  • 43

    • log nahin maane aur misra gaye (1-7)

    • yahova ka sandesh yirmayah ko misra mein mila (8-13)

  • 44

    • misra mein yahoodiyon par vipatti ki bhavishyavani (1-14)

    • unhonne chetavni ansuni ki (15-30)

      • “swarg ki raani” ki pooja (17-19)

  • 45

    • baarook ko yahova ka sandesh (1-5)

  • 46

    • misra ke khilaf bhavishyavani (1-26)

      • use nabookadnessar jeet lega (13, 26)

    • israel se kiye vaade (27, 28)

  • 47

    • palishtiyon ke khilaf bhavishyavani (1-7)

  • 48

    • moab ke khilaf bhavishyavani (1-47)

  • 49

    • ammon ke khilaf bhavishyavani (1-6)

    • edom ke khilaf bhavishyavani (7-22)

      • uska vajood mit jaayega (17, 18)

    • damishk ke khilaf bhavishyavani (23-27)

    • kedar aur haasor ke khilaf bhavishyavani (28-33)

    • elam ke khilaf bhavishyavani (34-39)

  • 50

    • baibilon ke khilaf bhavishyavani (1-46)

      • baibilon se bhaag jaao (8)

      • israel vaapas laaya jaayega (17-19)

      • baibilon ki nadi sookh jaayegi (38)

      • baibilon fir aabad nahin hogi (39, 40)

  • 51

    • baibilon ke khilaf bhavishyavani (1-64)

      • woh maadiyon ke aage achanak gir padegi (8-12)

      • kitab farat nadi mein feinki gayi (59-64)

  • 52

    • sidkiyah ne baibilon se bagavat ki (1-3)

    • nabookadnessar ne yarooshalem ko ghera (4-11)

    • shehar aur mandir ka naash (12-23)

    • log baibilon le jaaye gaye (24-30)

    • yahoyakeen kaid se riha kiya gaya (31-34)